Chapter 8: London School of Economics
Term added on Sunday 30th June, 2024 by Team
June 1916 mein, First World War ke dauran, Ambedkar London pahunche. British ki secret police ne unki talaashi li kyunki unhe shak tha ki wo Indian Revolutionary Party ke sadasya hain. Lekin unhone kuch nahi paya aur use wahin rehne diya gaya.
October 1916 mein, Babasaheb Ambedkar ne Gray’s Inn mein law ki padhai ke liye enroll kiya. Unhone London School of Economics mein bhi daakhila liya.
London mein unka padaav sankhshape mein Baroda ke Maharaja ki vajah se mumkin hua, jinhone unhe state scholarship par England mein padhai jaari rakhne ki anumati di thi.
Lekin Baroda ke Dewan ne alag stand liya aur Babasaheb Ambedkar ki padhai Ke liye funding na dene ka nirnay liya. Ambedkar ko Bharat lautna pada. Lekin jaane se pehle unhone London University se anumati li ki ve chaar saal ke andar apni padhai dubara shuru kar sakte hain.
Baad mein jeevan mein, 1921 mein Babasaheb vapas London aaye aur apna masters degree pura kiya. Unka thesis rupee samasya par tha. 1923 mein u
Babasaheb Ambedkar