22 Pratigya

1.

Main Brahma, Vishnu aur Mahesh mein aastha nahi rakhuga aur unki pooja nahin karuga

2.

Main Ram aur Krishna me aastha nahi rakhuga, jinhe bhagavan ka avatar maana jaata hai. main inki Pooja nahin karunga.

3.

Gauri, Ganpati aur Hindu Dharm ke Dusre devi-devatao mein na to aastha rakhuga aur na hi inki Pooja karunga

4.

Mai Bhagavan ke avatar me Vishvaas nahi karta

5.

Mai na to ye maanta hu aur na hi manuga ki bhagavan Buddha Vishnu ke avataar the. Mai ishe dushprachaar maanta hu

6.

Mai na to shraddh karunga aur na hi pind daan dunga

7.

Mai koi aisa kaam nahi karunga, jo Buddha ke siddhaanto aur unki shikshao ke khilaaf ho

8.

Mai Brahmano ke jariye koi aayojan nahi karaunga

9.

Mai Manushya ki Samanata me vishvaas rakhuga